Categories: General

How to Create Subdomain In Blogger – Step by Step Full Tutorial

Blogger Blog Me Subdomain Kaise Setup Kaise Kare-Hello Friends kaise ho aap sbhi I hope aap sbhi ache honge friends aaj ke is post me hum sikhenge ki blogger blog me subdomain kaise create karte hai…

Agar friends aapke pass main domain me already adsense ka approval mila huva hai to aap subdomain bna skte hai aur sath hi usme adsense ki ad bhi lga skte hai aur iske liye aapko adsense approval ka wait nhi krna pdega…

WordPress me subdomain bnane ke liye aap cpanel ka use kar skte hai lekin agr aap blogger par subdomain use krna chahte hai to vo kis trah krenge aaj ke is post me hum sikhenge..

  1. sbse phle aapko apne blogger.com ke official website ko open kar lena hai uske baad aap yaha par apne gmail id aur password se login krenge.
  2. login krne ke baad aap blogger ke dashboard me aajyenge to yaha par create new blog ka option milega us par aap click krenge.
  3. create new blog par click krne ke baad aapko apne blog ka title enter krna hai,uske baad apne blog ka url enter krna,uske baad Save par click kr dena hai…
  4. Blog bnane ke baad aap setting >Bacic par click krenge uske baad aapko Subdomain setup krna yaha par aap subdomain add krenge…Example- techrealjankari.com main domain to hum subdomain me example.techrealjankari.com enter kr skte hai uske…baad save par click krenge..
  5. Save par click krne ke baad aapke saamne 2 cname record aajyenge jo aapko apne domain ki dns setting setup krne hai…

Cname record ko domain me kaise setup krna hai,aur blogger me subdomain kaise create krna hai iske aap is video me live dekh kar sb kuch aasani se smjh skte hai….

Recent Posts

Blogger Blog Me Running/Scrolling Text Kaise Add Kare

Blogger Blog Me Scrolling Text Kaise Add Kare-Hello Friends,,Kaise Ho aap Sbhi I hope aap…

7 months ago

राजस्थान के लोक देवी-देवताओ के बारे में वन लाइनर प्रश्न-उतर

Rajasthan ke lok devta question-नमस्कार पाठको,,आप सभी का आपके अपने ब्लॉग techrealjankari.com में बहुत-बहुत स्वागत है आज…

7 months ago

ट्रेन का रंग नीला या लाल ही क्यों रखा जाता है ,जानिए आखिर इसका मतलब क्या होता है ?

हेल्लो दोस्तों में आपका अपना दोस्त G.L.Gurjar आज में एक और नये आर्टिकल के साथ आप लोगो…

7 months ago
गुल्की जोशी बायोग्राफी, Boyfriend, उम्र और जन्म स्थान-Gulki joshi lifestyle in hindi

गुल्की जोशी बायोग्राफी, Boyfriend, उम्र और जन्म स्थान-Gulki joshi lifestyle in hindi

Gulki joshi lifestyle in hindi-:हेल्लो दोस्तों आज के इस पोस्ट में हम आपको बताने वाले…

7 months ago

गणित की दैनिक पाठ योजना कैसे बनाये, math lesson plan for class 5th

Math ki Dainik Path Yojana Kese Banaye(ganit ki path yojana/ganit ka lesson plan/)-हेल्लो दोस्तों केसे…

7 months ago

PPO Number या Pension Form Number मोबाइल से कैसे पता करे

PPO number Mobile se Kaise Nikale-नमस्कार पाठको,,कैसे हो आप सभी उम्मीद  करता हु आप सभी…

7 months ago